Jadu Ye Kya Lyrics, Singer & Song Details

Star Plus album cover

Star Plus Album Details

Sameer Nair
None
None
Star Plus

album songs
Jadu Ye Kya
Singer : None

Jadu Ye Kya Lyrics

Song Lyrics Title = Jadu Ye Kya
Movie/Album Name = Yeh Rishta Kya Kehlata Hai

Mp3 Song Lyrics

(( La la laa la la La la laa (girls voice)
La la laa la la La la laa (boys voice)

Uth rahi hai...koi hulchul
Khil raha hai...saara aalam
Ghul rahi hai...saanson mein
Ansuni si...ek taranum

Ek ajnabee ne yeh kya kardiya
Ehsaas dil mein yeh kya bhar diya
Aisi baatein jaane kisko kahee....
Lagne lage hai saare rang naye...

Jaadu yeh kya chal gaya
Jaanu na kya ho gaya
Jaadu yeh kya chal gaya

Halki Halki uljhan hai
Bekrar se dhadkan hai
Kya yeh dil usika hona chahe

Kya wahi woh apna hai...
Kya wahi woh sapna hai
Aksar dekhti hai jo nigahe

Ek ajnabee ne yeh kya kar diya
Ehsaas dil mein yeh kya bhar diya
Koi hai bhi hai na subaho shyaam
Hoga iska jaane kya anjaam...

Jaadu yeh kya chal gaya
Jaanu na kya ho gaya
Jaadu yeh kya chal gaya

Halki Halki uljhan hai
Bekrar se dhadkan hai
Kya yeh dil usika hona chahe

Kya wahi woh apna hai...
Kya wahi woh sapna hai
Aksar dekhti hai jo nigahe

Ek ajnabee ne yeh kya kar diya
Ehsaas dil mein yeh kya bhar diya
Koi hai bhi hai na subaho shyaam
Hoga iska jaane kya anjaam...

Jaadu yeh kya chal gaya
Jaanu na kya ho gaya
Jaadu yeh kya chal gaya ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Jadu Ye Kya

Jadu Ye Kya is a song from Star Plus. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Star Plus album song list for more songs and album details.