Jab Tum Nahin To Lyrics, Singer & Song Details

Kitna Badal Gaya Insan 1957 album cover

Kitna Badal Gaya Insan 1957 Album Details

I.S. Johar
Hemant Kumar
Shamsul Huda Bihari
Ajit, Nalini Jaywant, I.S. Johar

album songs
Jab Tum Nahin To
Singer : Geeta Dutt

Jab Tum Nahin To Lyrics

Song Title = Jab Tum Nhi To
Movie/Album = Kitna Badal Gaya Insaan (1957)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Composer = Hemant Kumar
Director = I.S. Johar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jab tum nahi toh chand sitare main kya karu
Jab tum nahi toh chand sitare main kya karu
Ye phul ye chaman ye nazare main kya karu
Jab tum nahi toh chand sitare main kya karu

Kal tak hawa mein khel rahi thi yaha hansi
Kal tak hawa mein khel rahi thi yaha hansi
Charo taraf hai chhai huyi laz bekashi
Dil ro raha hai gam mein tumhare main kya karu
Ye phul ye chaman ye nazare mai kya karu
Jab tum nahi toh chand sitare mai kya karu

Tum kya gaye ke jaise chaman se gayi bahar
Tum kya gaye ke jaise chaman se gayi bahar
Har cheez ko yaha ki tumhara hai intezar
Meri traha udas hai sare main kya karu
Ye phul ye chaman ye nazare main kya karu
Jab tum nahi toh chand sitare main kya karu
Ye phul ye chaman ye nazare main kya karu.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Tum Nahin To

Jab Tum Nahin To is a song from Kitna Badal Gaya Insan 1957. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Kitna Badal Gaya Insan 1957 album song list for more songs and album details.