Jab Tak Pyar Nahin Hota Lyrics, Singer & Song Details

Farz Aur Kaanoon 1982 album cover

Farz Aur Kaanoon 1982 Album Details

K. Raghavendra Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rati Agnihotri, Asrani, Azad

album songs
Jab Tak Pyar Nahin Hota
Singer : Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Jab Tak Pyar Nahin Hota Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Tak Pyar Nahin Hota
Song lyrics movie = Farz Aur Kanoon (1982)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Raghavendra Rao
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jab tak pyar nahin hota
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge
Yeh to nahi main keh sakta
Main kab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge

Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh chal sharbi
Jab tak hai yeh chehara kitabi
Yeh kehne mein kya hai kharabi
Main tab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga

Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Tum kitne khud garz ho saiya
Pyar tumhara dhoop aur chhiya
Tum to mujh se bas apne
Matlab tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge

Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Kya yeh tumne jan liya hai
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karungi
Main tab tak pyar karunga.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jab Tak Pyar Nahin Hota

Jab Tak Pyar Nahin Hota is a song from Farz Aur Kaanoon 1982. It is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Farz Aur Kaanoon 1982 album song list for more songs and album details.