Jab Tak Maine Samjha Lyrics, Singer & Song Details

Bheegi Palken 1982 album cover

Bheegi Palken 1982 Album Details

Sisir Mishra
Tilak Raj, Jugal Kishore
M. G. Hashmat
Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak

album songs
Jab Tak Maine Samjha
Singer : Kishore Kumar

Jab Tak Maine Samjha Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Tak Maine Samjha
Song Lyrics Movie = Bheegi Palken (1982)
Singer = Kishore Kumar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Tilak Raj, Jugal Kishore
Director = Sisir Misra
Music Label = Universal
Release on = 17th September, 1982

Mp3 Song Lyrics

((jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya...

khushiyo ke har phul se maine gam ka haar piroya
pyar tamana thi jivan ki pyar ko pake khoya
apno se khud todke nata
apnepan ko roya apnepan ko roya
jab tak maine samjha apna kya hai
sapna tut gaya sapna tut gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya..

jivan ke kis mod pe aake dur huye wo dil se
aandhi samay ki uda ke le gayi mere nashe man ke tinke
waade karke pyar wafa ke
bichhade saathi milke bichhade saathi milke
jab tak maine samjha saath kya hai
saathi chhut gaya saathi chhut gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya..

tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
bikhre bikhre dil ke tukde unki khatir tadape
pyasi aankhe pi jaye aansu
aankho se na chalke aankho se na chalke
jab tak maine samjha aansu kya hai
daman bheeg gaya daman bheeg gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Jab Tak Maine Samjha Video

About Jab Tak Maine Samjha

Jab Tak Maine Samjha is a song from Bheegi Palken 1982. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Tilak Raj, Jugal Kishore. Read the lyrics above and view the Bheegi Palken 1982 album song list for more songs and album details.