Jab Tak Hai Saans Lyrics, Singer & Song Details

Kaafila 2007 album cover

Kaafila 2007 Album Details

Amitoj Mann
Sukhwinder Singh
Babbu Maan
Sunny Deol, Ammtoje Mann

album songs
Jab Tak Hai Saans
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Jab Tak Hai Saans Lyrics

Song Title = Jab Tak Hai Saas
Song Lyrics Movie = Kaafila (2007)
Singers = Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists =Babbu Maan
Music Director =Sukhwinder Singh
Director =Ammtoje Mann

Mp3 Song Lyrics

((Haanthon mein haath rahe saath saath
Hum toh the ajanabi saare
Gaye dil ko tod kyun, saath chhod
Kuchh yaar jaan se pyaare
Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
Kehate hai yeh dil hamaare
Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
Kehate hai yeh dil hamaare.

Haanthon mein haath rahe saath saath
Hum toh the ajanabi saare
Gaye dil ko tod kyun, saath chhod
Kuchh yaar jaan se pyaare..


Jina hai agar, marne se na dar
Kaahe ko yaar ghabraaye
Mushkil hai safar, anjaani dagar
Manjil bhi nazar aa jaaye
Jina hai agar, marne se na dar
Kaahe ko yaar ghabraaye
Mushkil hai safar, anjaani dagar
Manjil bhi nazar aa jaaye
Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
Kehate hai yeh dil hamaare..

Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
Kehate hai yeh dil hamaare
Sun lo re geet apani hai jeet
Jeetenge badhenge aage
Mastak mein hosh, dilmein hai josh,
Dukh dard sab bhaage
Sun lo re geet apani hai jeet,
Jeetenge badhenge aage
Mastak mein hosh, dilmein hai josh
Dukh dard sab bhaage
Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare
Jab tak hai saans, tab tak hai aas
Jab tak hai chaand aur taare
Sang sang chale the, sang sang chalenge
Kehate hai yeh dil hamaare...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Tak Hai Saans

Jab Tak Hai Saans is a song from Kaafila 2007. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Babbu Maan. Music information: Sukhwinder Singh. Read the lyrics above and view the Kaafila 2007 album song list for more songs and album details.