Jab Se Tujhe Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Solah Satra 1990 album cover

Solah Satra 1990 Album Details

Munna Rizvi
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Rani Malik
Arbaaz Ali Khan, Ashwin Verma, Ekta Sohini

album songs
Jab Se Tujhe Dekha
Singer : Udit Narayan

Jab Se Tujhe Dekha Lyrics

Song Title = Jab Se Tujhe Dekha
Movie/album =Solah Satra (1990)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Rani Malik
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Kiran Vohra

Mp3 Song Lyrics

((Dil hoon jaa hoon
Sahezaada-e-pyaar hoon
Sab se pyaara
Yaaro ka mein yaar hoon
Lekin jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana

Jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare

Tauba uthake jo teri aankhe jhuki
Dekha maine meri to saanse ruki
Sarmo haya ka parda hatana
Aashiq toh apane aise satana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare

Jaadu koi teri addao mein hai
Tera jalwa meri nigahon mein hain
Shamaa hain tu to main hun parwana
Mere labo pey tera tarana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare

Mera naghma teri kahani lage
Soon to mujhko khawabo ki raani lage
Main tera kyaa hoon
Mujhko batana raaje muhabaat
Mujhse chhupana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare

Hoo jab se tujhe dekha
O jaane jaana tabse hua dil
Tera deewana
Maine na dekhi aisi haseena
Dekha sara zamaana
Dekha sara zamaana hare.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jab Se Tujhe Dekha

Jab Se Tujhe Dekha is a song from Solah Satra 1990. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Solah Satra 1990 album song list for more songs and album details.