Jab Se Mile Ho Lyrics, Singer & Song Details

Zindagani 1986 album cover

Zindagani 1986 Album Details

Prabhat Roy
Rahul Dev Burman
Anjaan
Raakhee, Mithun Chakraborty, Rati Agnihotri, Suresh Oberoi, Ranjeet, Amjad Khan,

album songs
Jab Se Mile Ho
Singer : Lata Mangeshkar

Jab Se Mile Ho Lyrics

Song Title = Jab Se Mile Ho
Movie/Album = Zindagani (1986)
Singers =Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Anjaan
Music Director =Rahul Dev Burman
Director =Prabhat Roy

Mp3 Song Lyrics

((Jab se mile ho tum jindagi me
Jab se mile ho tum jindagi me
Maine ye jana hai pyar kya
Jab se mile ho tum jindagi me
Jab se mile ho tum jindagi me
Maine ye jana hai pyar kya
Jab se mile ho tum jindagi me

Ye kya hua jo bhi hua kabhi ye to hona tha
Sathi mere pake tujhe ye dil to khona tha
Hona yahi tha jo ho gaya
Jab se mile ho tum jindagi me
Jab se mile ho tum jindagi me

Tu hai jaisa koi aisa pahle mila hi nahi
Bina tere jindagi ye itni kaha thi hasi
Ye kya hasi hai ye kya shama
Jabse mile ho tum jindagi me
Jabse mile ho tum jindagi me

Piya mere sang tere kahi dur jaungi
Sapno ki galiyo me naya ghar sajaungi
Tute kahi na sapna mera
Jab se mile ho tum jindagi me.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jab Se Mile Ho

Jab Se Mile Ho is a song from Zindagani 1986. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Zindagani 1986 album song list for more songs and album details.