Jab Se Dekha Hai Tujhko Lyrics, Singer & Song Details

Hum Junglee Hain 1973 album cover

Hum Junglee Hain 1973 Album Details

None
Vedpal Varma
Vedpal Varma
Arpana Choudhary, Ramesh Deo, Kiran Kumar

album songs
Jab Se Dekha Hai Tujhko
Singer : Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

Jab Se Dekha Hai Tujhko Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Se Dekha Hai Tujhko
Song Lyrics Movie = Hum Junglee Hain (1973)
Singers = Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Vedpal Verma
Music Director = Vedpal Varma

Mp3 Song Lyrics

((Jab se dekha hai tujhko
Hosh nahi mere dil ko
Haye re haye main
Deewana ho gaya
Ho jab se dekha hai tujhko
Hosh nahi mere dil ko
Haye re haye main
Deewana ho gaya

Mausam bhi karta
Hai ishare
Aaja gale se lag ja re
Mausam bhi karta
Hai ishare
Aaja gale se lag ja re
Meri kasam hai tujhko
Ab na tarsa is dil ko
Aaja re aaja dilruba
Aaja re aaja dilruba

Thandi hawayein
Yeh fizayen
Tere yeh nakhre
Yeh adaye
Thandi hawayein
Yeh fizayen
Tere yeh nakhre
Yeh adaye
Pagal banaye mujhko
Kaise samjhau tujhko
Aaja re aaja dilruba
Aaja re aaja dilruba
Jab se dekha hai tujhko
Hosh nahi mere dil ko
Haye re haye main
Deewana ho gaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Se Dekha Hai Tujhko

Jab Se Dekha Hai Tujhko is a song from Hum Junglee Hain 1973. It is sung by Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Vedpal Varma. Music information: Vedpal Varma. Read the lyrics above and view the Hum Junglee Hain 1973 album song list for more songs and album details.