Jab Se Aankhen Ho Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Dharti 1970 album cover

Dharti 1970 Album Details

C.V. Sridhar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Balraj Sahni

album songs
Jab Se Aankhen Ho Gayi
Singer : Mohammed Rafi

Jab Se Aankhen Ho Gayi Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Se Aankhen Ho Gayi
Song Lyrics Movie = Dharti (1970)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = C.V. Sridhar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jab se aankhe ho gayi tumse char is dharti par
Jab se aankhe ho gayi tumse char is dharti par
Kadam kadam par machal raha hai pyaar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi tumse char is dharti par

Jab jab dekhu roop tumhara yaad vatan ki aaye
Jab jab dekhu roop tumhara yaad vatan ki aaye
Jaise meera ek tare pe geet sham ke gaye
Jaise meera ek tare pe geet sham ke gaye
Amar payr ke chhede tumne taar is dharti par
Amar payr ke chhede tumne taar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par

Lahara kar tum in baho me aa jati ho aise
Lahara kar tum in baho me aa jati ho aise
Bahati bahati nadiya sagar se mil jaye jaise
Bahati bahati nadiya sagar se mil jaye jaise
Kaha se aayi ye ganga ki dhar is dharti par
Kaha se aayi ye ganga ki dhar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par

Jhuki jhuki ye lambi palake ye julfo ki chaanv
Basa hua hai is chaav me rang roop ka gaanv
Basa hua hai is chaav me rang roop ka gaanv
Ban jao ab mere gale ha haar is dharti par
Ban jao ab mere gale ha haar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par
Kadam kadam par machal raha hai pyaar is dharti par...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Jab Se Aankhen Ho Gayi

Jab Se Aankhen Ho Gayi is a song from Dharti 1970. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Dharti 1970 album song list for more songs and album details.