Jab Raat Nahin Katati Lyrics, Singer & Song Details

Changez Khan 1957 album cover

Changez Khan 1957 Album Details

Kedar Kapoor
Qamar Jalalabadi
Hansraj Behl
Prem Nath, Bina Rai, Sheikh Mukhtar

album songs
Jab Raat Nahin Katati
Singer : Lata Mangeshkar

Jab Raat Nahin Katati Lyrics

Song Title = Jab Raat Nahin Katati
Movie/album = Changez Khan (1957)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Hansraj Behl
Director = Kedar Kapoor
Music Label = Saregama
Starring = Prem Nath, Bina Rai, Sheikh Mukhtar, Jeevan

Mp3 Song Lyrics

((Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategee
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategee

Jo aag lagee dil mein,
Ashqon ne bujhaai hai,
Jo aag lagee dil mein,
Ashqon ne bujhaai hai,
Ashqon ne bujhaai hai,
Ashqon ne jo bhadkaai
Aag wo kaise bujhegee
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategee

De-de ke hamein aansoo,
Ye duniyaa khushi maangey,
De-de ke hamein aansoo,
Ye duniyaa khushi maangey,
Ye duniyaa khushi maangey,
Jo shaakh se tootee ho,
Kali wo kaise khilegee
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategee

Ae dard zaraa dam le,
Marne ki duaa kar loon
Ae dard zaraa dam le,
Marne ki duaa kar loon
Marne ki duaa kar loon
Gar ham na mite ae dil,
Maut phir kaise jiyegee
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategee
Jab raat nahin....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Raat Nahin Katati

Jab Raat Nahin Katati is a song from Changez Khan 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hansraj Behl. Music information: Qamar Jalalabadi. Read the lyrics above and view the Changez Khan 1957 album song list for more songs and album details.