Jab Moore Saiyan Lyrics, Singer & Song Details

Ganga Ki Kasam 1999 album cover

Ganga Ki Kasam 1999 Album Details

T L V Prasad
Bappi Lahiri
Maya Govind
Mithun Chakraborty, Jackie Shroff, Dipti Bhatnagar, Mink Singh, Johnny Lever, Sh

album songs
Jab Moore Saiyan
Singer : Sushma Shrestha

Jab Moore Saiyan Lyrics

Song Title = Jab Moore Saiyan
Movie/Album= Ganga Ki Kasam (1999)
Singers = Sushma Shrestha
Song Lyricists = Maya Govind
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = T L V Prasad

Mp3 Song Lyrics

((Laali laali bindiya yeh
Laali laali chudiya
Laali laali mahendi
Gulabi tohri akhiya
Baujee se chhupa nahi
Laal laal gal re
Humko batao kaise
Lage sasural re

Piya ke ghar mein ratiyan kati
Suno meri bhauji
Piya ke ghar mein ratiyan kati
Suno meri bhauji
Main solah singar saji
Suno mori bhauji
Main solah singar saji
Suno mori bhauji

Jab moore saiyan
Darwaje pe aaye
Jab moore saiyan
Darwaje pe aaye
Darwaje pe aaye
Anganwa mein bhagi aayi
Main to mori bhauji
Anganwa mein bhagi aayi
Main to mori bhauji
Chapat chapat are
Sab hoi gaya chapat
Chapat chapat are
Sab hoi gaya chapat

Jab moore saiyan
Anganwa mein aaye
Jab moore saiyan
Anganwa mein aaye
Anganwa mein aaye
Atariya pe bhagi aayi
Main to mori bhauji
Atariya pe bhagi aayi
Main to mori bhauji
Chapat chapat are
Sab hoi gaya chapat
Chapat chapat are
Sab hoi gaya chapat

Jab more raja atariya pe aaye
Jab more raja atariya pe aaye
Kotariya mein bhagi aayi
Main to mori bhauji
Kotariya mein bhagi aayi
Main to mori bhauji
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak

Jab more raja kothariya mein aaye
Jab more raja kothariya mein aaye
Sijariya pe bhagi aayi
Main to mori bhauji
Sijariya pe bhagi aayi
Main to mori bhauji
Line pe gadi aaye gayi
Line pe gadi
Line pe gadi aaye gayi
Line pe gadi

Jab more raja setariya pe aaye
Jab more raja setariya pe aaye
Godiaya mein laut gayi
Main to mori bhauji
Godiaya mein laut gayi
Main to mori bhauji
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak

Ghumta utha nain mile
Kajra hasa jhumke hile
Kajra khula bindiya khili
Payal chhanki chudiya baji
Khan khana khan khot khape
Sans ruki are main to hui
Chhui mui hai
Saiyan jee ne tan mann
Mein prem bhar dina
Saiyan jee ne tan mann
Mein prem bhar dina
Prem bhar dina
Prem bhar dina

Mori akhiyan se neend udi
Suno mori bhauji
Main sari sari raat jagi
Suno mori bhauji
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak
Chhunak chhunak chun chun
Chhunak chhunak
Ab hum saiyan se laaj nahi karte
Ab hum saiyan se laaj nahi karte
Sajanva se chipak chipak
Rahe be bahuji
Sajanva se chipak chipak
Rahe be bahuji
Chipak chipak chhunak chhunak
Chipak chipak chhunak chhunak...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jab Moore Saiyan

Jab Moore Saiyan is a song from Ganga Ki Kasam 1999. It is sung by Sushma Shrestha. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Ganga Ki Kasam 1999 album song list for more songs and album details.