Jab Jab Dil Mile Remix Lyrics, Singer & Song Details

Knock Out 2010 album cover

Knock Out 2010 Album Details

Mani Shankar
Gourav Dasgupta
Panchhi Jalonvi
Sanjay Dutt, Kangana Ranaut, Irfan Khan, Gulshan Grover, Rukhsar Rehman, Sushant

album songs
Jab Jab Dil Mile Remix
Singer : Sunidhi Chauhan

Jab Jab Dil Mile Remix Lyrics

Song Title = Jab Jab Dil Mile (Remix)
Movie/Album = Knock Out (2010)
Singers = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Panchhi Jalonvi
Music Composer = Gourav Dasgupta
Director = Mani Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Khwaab mein tere saaye
Neendh se bhi jagaaye
Teri baahon ko choom le yeh aake bhi
Chain dil ko na aaye
Yaad teri sataaye

Teri khushboo se bheeg jaaye saansein bhi
Tujhpe dil yeh fida hai
Tu hi mujh mein raha hai
Anjaane mein jaane yeh kaise gul khile
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga

Ishq toh sab kuch bhula de
Ishq woh dil ko nasha de
Ishq mein jo jee liya hai
Yeh jahaan uss ko mila hai

Wahi toh sabse judaa hai
Uss ke sang hi khuda hai
Jab apni marzi se hi yeh jot jale
Jab jab dil mile
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga 2 times

Ishq mein khona paana
Soch ke na dil lagana
Khwaab mein neendhein kho kar bhi yeh dil jagey
Muft mein aana jaana
Kaam deta dil churana

Dil ki raahon mein dhoond le tu manzilein
Uss dard-e-dil mila hai
Iss ka jo har mazaa le
Mitt jaaye anchaahe se khud hi faasle
Hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga
Jab jab dil mile, hungama ho jaaye ga...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jab Jab Dil Mile Remix

Jab Jab Dil Mile Remix is a song from Knock Out 2010. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Panchhi Jalonvi. Music information: Gourav Dasgupta. Read the lyrics above and view the Knock Out 2010 album song list for more songs and album details.