Jab Jab Dekhoon Tujhe Lyrics, Singer & Song Details

Udaan 1997 album cover

Udaan 1997 Album Details

Asrani
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Rekha, Saif Ali Khan, Prem Chopra, Madhoo

album songs
Jab Jab Dekhoon Tujhe
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Jab Jab Dekhoon Tujhe Lyrics

Song Title = Jab Jab Dekhoon Tujhe
Movie/Album = Udan (1997)
Singer(s) = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music By = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Jab jab dekhu tujhe
Dil dhadke dil dhadke
Sulage badan jaise
Shola bhadke shola bhadke) - (2)

(Badi bekrari hai karar de
Sab kuch lele zara pyar de
Mere dilbar zid na kar
Dard sataye ab reh reh ke
Reh reh ke reh reh ke
Jab jab dekhu tujhe
Dil dhadke dil dhadke
Sulage badan koi
Shola bhadke shola bhadke) - (2)

(Sun to zara kehti hai kya
Rut mastani
Behke nazar mehki umar
Behke jawani) - (2)
Ab to gale se lag ja
Lene de baharo ka maza
Chhane laga jaane kya nasha
Agan lagti hai hawa
Aa meri pyas bujha
In baaho me bharke
Jab jab dekhu tujhe
Dil dhadke dil dhadke
Sulage badan koi
Shola bhadke shola bhadke

(Meri bindiya mera kajra
Tujhse na jaye
Ho tera jhumka tera thumka
Mujhko bulaye) - (2)
Tujhko pukare kangana
Aaungi me tere angana
Doli me le jaunga tujhe
Apna banaunga tujhe
Na todu mai to kabhi
Tujhse wada karke

Jab jab dekhu tujhe
Dil dhadke dil dhadke
Sulage badan koi
Shola bhadke shola bhadke
Badi bekrari hai karar de
Sab kuch lele zara pyar de
Mere dilbar zid na kar
Dard sataye ab reh reh ke
Reh reh ke reh reh ke

Jab jab dekhu tujhe
Dil dhadke dil dhadke
Sulage badan koi
Shola bhadke shola bhadke))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Jab Dekhoon Tujhe

Jab Jab Dekhoon Tujhe is a song from Udaan 1997. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Udaan 1997 album song list for more songs and album details.