Jab Hizr Ki Shab Pani Lyrics, Singer & Song Details

Yaadon Ke Mausam 1990 album cover

Yaadon Ke Mausam 1990 Album Details

Salahuddin Pervez
Anand, Milind Shrivastav
Mohammed Salahuddin Parvez
Kiran Kumar, Ghazal, Sushma Seth, Vikrant

album songs
Jab Hizr Ki Shab Pani
Singer : Anuradha Paudwal, Bhupinder

Jab Hizr Ki Shab Pani Lyrics

Song Title = Jab Hizr Ki Shab Pani
Movie/album = Yaadon Ke Mausam (1990)
Singers = Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Song Lyricists = Mohammed Salahuddin Parvez
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Salahuddin Pervez

Mp3 Song Lyrics


(((Jab hizr ki shab pani barse
Jab aag kadariya bahne lage
Tu meri chat ke mundero par
Chupke se dil ko jala dena
Tum apne hoth ki aahat se
Chupke se mujhe choka dena
Awara musafir, aye shayar
Jab ik din dil ke pahado par
Yun baraf gire sab khone lage
Tum od ke malmal tann mann ko
Chupke se aag udha dena
Phir apni julaf ki basti me
Chupke se mujhko sula dena
Aye sahar saba ki sahjadi

Jab in garmi ka mausam
Yun tapane lage sab jal jaye
Tum mere hoth ke chumban
Chupke se chumban rakh jana
Tum meri ankh ke jhule par
Chupke se sawan rakh jana
Awaara musafir aye shayar

Jab ik din patjhad ke patte
Yun udane lage dil bhar aye
Tum apne dil ki duniya me
Shayar ko sachi saran dena
Tum apni dll ki duniya me
Shayar ko thoda kafan dena
Aye sahar sabha ki sahjadi
Awaara musafir aye shayar....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Hizr Ki Shab Pani

Jab Hizr Ki Shab Pani is a song from Yaadon Ke Mausam 1990. It is sung by Anuradha Paudwal, Bhupinder. Lyrics are credited to Mohammed Salahuddin Parvez. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Yaadon Ke Mausam 1990 album song list for more songs and album details.