Jab Do Dil Milte Hain Lyrics, Singer & Song Details

Aao Pyar Karen 1994 album cover

Aao Pyar Karen 1994 Album Details

Ravendra Peepat
Aadesh Shrivastava
Shyam Raj
Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Somy Ali

album songs
Jab Do Dil Milte Hain
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Jab Do Dil Milte Hain Lyrics

Song Lyrics Title = Jab Do Dil Milte Hain
Song Lyrics Movie = Aao Pyaar Karen (1994)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Shyam Raj
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Ravendra Peepat
Music Label = Tips Music
Release on = 25th November, 1994


Mp3 Song Lyrics

((Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Man me jharne bahte hai ho koi mane ya mane na sajna ho
Jab do dil milte hai tab aisa hota hai

Pyar ka koi mol nahi itna hasi koi bol nahi
Pyar ka koi mol nahi itna hasi koi bol nahi
Pyar dilo ki hai dhadkan, dil hai mohabbat ka darpan
Dil hai mohabbat ka darpan
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Andhi me diye jalte hai, ho koi mane ya mane na sajna ho
Jab do dil milte hai tab aisa hota hai

Is dil ka arman hai tu dil kya meri jan hai tu
Is dil ka arman hai tu dil kya meri jan hai tu
Aanch na koi aye tujhe, meri umar lag jaye tujhe
Meri umar lag jaye tujhe
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Patjhad me gul khilte hai ho koi mane ya mane na sajna ho
Jab do dil milte hai tab aisa hota hai

Tujhse dur agar jau, tujhse dur agar jau
Apne ap se ghabrau
Bin tere jina muskil bin tere marna musil
Bn tere marna muskil
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Jab do dil milte hai tab kaisa hota hai
Khusi ke ansu chalkate hai
Ho koi mane ya mane na sajna ho..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Do Dil Milte Hain

Jab Do Dil Milte Hain is a song from Aao Pyar Karen 1994. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Shyam Raj. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Aao Pyar Karen 1994 album song list for more songs and album details.