Jab Dil Dhadakta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Suno Sasurjee 2004 album cover

Suno Sasurjee 2004 Album Details

Vimal Kumar
None
None
Aftab Shivdasani, Ameesha Patel, Gulshan Grover

album songs
Jab Dil Dhadakta Hai
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Jab Dil Dhadakta Hai Lyrics

Song Title = Jab Dil Dhadakta Hai
Movie/album = SUNO SASURJEE
Singer(s) = Kumar Sanu, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo
Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam

Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage
Haan Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage
Madhoshiyaan Badi Sanam Hum To Khone Lage
Aate Meri Palkon Mein Tere Khwaab Ab Aayega
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam

Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon
Haan Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon
Saare Jahan Ko Bhool Ke Main Tera Naam Loon
Ab Sari Umar Dilbar Chaahat Na Hogi Kam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo
Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jab Dil Dhadakta Hai

Jab Dil Dhadakta Hai is a song from Suno Sasurjee 2004. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Suno Sasurjee 2004 album song list for more songs and album details.