Jab Chhaye Kabhi Lyrics, Singer & Song Details

Reshmi Roomal 1961 album cover

Reshmi Roomal 1961 Album Details

Harsukh Jagneshwar Bhatt
Babul Bose
Raja Mehdi Ali Khan
Manoj Kumar, Shakeela, Helen, K N Singh, Kamal Kapoor, Jankidas, Indu Shivraj, S

album songs
Jab Chhaye Kabhi
Singer : Talat Mahmood

Jab Chhaye Kabhi Lyrics

Song Title = Jab Chhaye Kabhi
Movie/album = Reshmi Rumal (1961)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Director = Babul Bose
Director = Harsukh Jagneshwar Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata

Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jis gulshan mein do din ke liye
Kismat ne kiya aabad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata

Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Ab le ke gayi hai dur kahi
Aye ishq teri bedag mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata

Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Mujhko mera gham kafi hai
Tu aur na kar nashad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jab Chhaye Kabhi

Jab Chhaye Kabhi is a song from Reshmi Roomal 1961. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Babul Bose. Read the lyrics above and view the Reshmi Roomal 1961 album song list for more songs and album details.