Jab Apne Ho Jayen Lyrics, Singer & Song Details

Souten 1983 album cover

Souten 1983 Album Details

Sawan Kumar Tak
Usha Khanna
Saawan Kumar Tak
Rajesh Khanna, Padmini Kolhapure, Tina Munim

album songs
Jab Apne Ho Jayen
Singer : Asha Bhosle

Jab Apne Ho Jayen Lyrics

Song Title = Jab Apne Ho Jaye
Movie/album =Souten (1983)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Saawan Kumar Tak
Music Director = Usha Khanna
Director = Sawan Kumar Tak

Mp3 Song Lyrics

((Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab dil toote to roye kyon
Jab dil toote to roye kyon
Ham gaaye kyu nahi ham, naache kyu nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote

Bholi surat har insaan badalte dekha
Hamne apane pyaron ka imaan badalte dekha
Bholi surat har insaan badalte dekha
Hamne apane pyaron ka imaan badalte dekha
Dil ki ruswaai hai,sanam harjaai hain
Dil ki ruswaai hai,sanam harjaai hain
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa to dil toote

Dil ne jisko pyar kiya hai,usi ne dil ko toda
Kiske haath ke khaatir dekho,kiske haath ko chhoda
Dil ne jisko pyar kiya hai,usi ne dil ko toda
Kiske haath ke khaatir dekho,kiske haath ko chhoda
Hamen bhi koi gham nahi,kisise ham kam nahi
Hamen bhi koi gham nahi,kisise ham kam nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote

Apane jab begaane bankar mehfil nayi sajaye,
Ham bhi unke dil se khele,kyu pichhe reh jaaye
Apane jab begaane bankar mehfil nayi sajaye,
Ham bhi unke dil se khele,kyu pichhe reh jaaye
Unko ham samjhenge,ab to ham uljhenge
Unko ham samjhenge,ab to ham uljhenge

Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote

Jab dil toote to roye kyon
Jab dil toote to roye kyon
Ham gaaye kyu nahi,ham naache kyu nahi
Jab apane,
Jab apane ho jaaye bewafa toh dil toote))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jab Apne Ho Jayen

Jab Apne Ho Jayen is a song from Souten 1983. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Souten 1983 album song list for more songs and album details.