Jab Aati Hogi Yaad Meri Lyrics, Singer & Song Details

Phaansi 1978 album cover

Phaansi 1978 Album Details

Harmesh Malhotra
Laxmikant, Pyarelal
Gulshan Bawra
Sulakshana Pandit, Shashi Kapoor, Pran

album songs
Jab Aati Hogi Yaad Meri
Singer : Mohammed Rafi, Sulakshana

Jab Aati Hogi Yaad Meri Lyrics

Song Title = Jab Aati Hogi Yaad Meri
Movie/album = Phaansi (1978)
Singers = Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit
Song Lyricists = Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Harmesh Malhotra

Mp3 Song Lyrics

((Jab aati hogi yaad meri
Haye jab aati hogi yaad meri
Tera dil to machalta hoga
Jab aati hogi yaad meri
Tera dil to machalta hoga
Tu bhi to mujhe milne ko
Tu bhi to mujhe milne ko
Din raat tadapta hoga
Jab aati hogi yaad meri
Haye jab aati hogi yaad meri

Likhe to honge khat mujhko
Par dak mein na dale honge
Par dak mein na dale honge
Ke mujhko dikhane ke liye
Ke mujhko dikhane ke liye
Tune sab wo sambhale honge
Barso na mera khat pa ke du
Thandi aahe to bharta hoga
Jab aati hogi yaad meri
Haye jab aati hogi yaad meri

Khayalo mein tu mujhko lake
Karta to hoga dil joyi
Karta to hoga dil joyi
Ye bhi to kabhi sochta hoga
Ha ye bhi to kabhi sochta hoga
Le jaye na mujhe aur koi
Kisi aur ki hone ke dar se
Tera dil bhi dhadakta hoga
Jab aati hogi yaad meri
Haye jab aati hogi yaad meri
Tera dil to machalta hoga
Tu bhi to mujhe milne ko
Tu bhi to mujhe milne ko
Din rat tadapta hoga
Jab aati hogi yaad meri
Haye jab aati hogi yaad meri.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jab Aati Hogi Yaad Meri

Jab Aati Hogi Yaad Meri is a song from Phaansi 1978. It is sung by Mohammed Rafi, Sulakshana. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Phaansi 1978 album song list for more songs and album details.