Jaaye Na Paiyo Hamari Gali Lyrics, Singer & Song Details

Harfan Maula 1976 album cover

Harfan Maula 1976 Album Details

S.M. Sagar
Shamji Ghanshamji
Majrooh Sultanpuri
Kabir Bedi, Mumtaz Begum, Shakeela Bano Bhopali

album songs
Jaaye Na Paiyo Hamari Gali
Singer : Asha Bhosle

Jaaye Na Paiyo Hamari Gali Lyrics

Song Title = Jaaye Na Paiyo Hamari Gali Aay
Song Lyrics Movie = Harfun Maula (1976)
Singers = Asha Bhosle
Music Director(s) = Shamji Ghanshamji
Lyricist(s) = Majrooh Sultanpuri

Song Lyrics

((Jaaye na paiyo
Jaaye na paiyo hamaari gali aayike
Jaaye na paiyo hamaari gali aayike jaaye na paiyo
Ghaayal kar dungi, ghaayal kar dungi
Ghaayal kar dungi naina ladaaike
Jaaye na paiyo hamaari gali aayike jaaye na paiyo

Kehane ko babuwa main naajuk chhori
Gori baiyaan hai resham ki dori
Kehane ko babuwa main naajuk chhori
Gori baiyaan hai resham ki dori
Maar daalungi, maar daalungi
Maar daalungi karawa lagaayike
Jaaye na paiyo, jaaye na paiyo
Hamaari gali aayike jaaye na paiyo

Dilwaale aaye aur katate jaaye
Chalati chhuriya hai mori adaaye
Dilwaale aaye aur katate jaaye
Chalati chhuriya hai mori adaaye
Tukade kar dungi, tukade kar dungi chhurriya chalaaike
Jaaye na paiyo, jaaye na paiyo
Hamaari gali aayike jaaye na paiyo

Jhumoge machloge ghugaru sunake
Tu kabhi tadpoge paayal ki dhun pe
Jhumoge machloge ghugaru sunake
Tu kabhi tadpoge paayal ki dhun pe
Dankh maarungi haay dankh maarungi khich woh bajaayike
Jaaye na paiyo e jaaye na paiyo hamaari gali aayike
Jaaye na paiyo hamaari gali raaja hamari gali
Chhaila hamari gali babuwa mori gali aayike
Jaaye na paiyo....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaaye Na Paiyo Hamari Gali

Jaaye Na Paiyo Hamari Gali is a song from Harfan Maula 1976. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Shamji Ghanshamji. Read the lyrics above and view the Harfan Maula 1976 album song list for more songs and album details.