Jaate Ho Toh Jaao Lyrics, Singer & Song Details

Milap 1955 album cover

Milap 1955 Album Details

Raj Khosla
Datta Naik
Sahir Ludhianvi
Dev Anand, Geeta Bali, K N Singh

album songs
Jaate Ho Toh Jaao
Singer : Geeta Dutt

Jaate Ho Toh Jaao Lyrics

Song Title = Jaate Ho To Jaao Par Jaaoge Kahaan
Movie/album = Milap (1955)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Datta Naik
Director = Raj Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan
Jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

Aaye hai dur se milane hazur se
Hamako sazaa na do ji dil ke qasur se
Aaye hai dur se milane hazur se
Hamako sazaa na do ji dil ke qasur se
Aadhi hai raat abhi, baaki hai baat abhi
Chhodo na saath abhi
Baabu ji jaate ho kahaan

Jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

Dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke
Baithe hai der se ji raste me pyaar ke
Dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke
Baithe hai der se ji raste me pyaar ke
Thodi si chaah de do
Sine me raah de do, dil ko panaah de do
Baabu ji jaate ho kahaan

Jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan

Milane ki aas hai jalawo ki pyaas hai
Sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai
Milane ki aas hai jalawo ki pyaas hai
Sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai
Yun na nihaal karo, dil na behaal karo
Kuchh to khayaal karo
Baabu ji jaate ho kahaan

Jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan
Haan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan
Baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaate Ho Toh Jaao

Jaate Ho Toh Jaao is a song from Milap 1955. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Milap 1955 album song list for more songs and album details.