Jaanu Jaanu Ri Kaahe Lyrics, Singer & Song Details

Insaan Jaag Utha 1959 album cover

Insaan Jaag Utha 1959 Album Details

Shakti Samanta
Sachin Dev Burman
Shailendra
Sunil Dutt, Madhubala, Nasir Hussain

album songs
Jaanu Jaanu Ri Kaahe
Singer : Asha Bhosle, Geeta

Jaanu Jaanu Ri Kaahe Lyrics

Song Lyrics Title = Jaanu Jaanu Ri Kaahe
Movie/Album Name = INSAAN JAAG UTHA
Singer(s) = Asha Bhosle, Geeta
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Shakti Samanta
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana - 2
GEETA

main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana
ari jaanuun ri chhupake kau aaya tore angana
main bhi jaanuun ri
ASHA BHOSLE
(pipal ki chainya tale.....3 batiyaan banaay ke).....3
bhole bhaale dil ko, le gaaya udaay ke
ASHA BHOSLE
sakhi jaanuun ri, jhuume hai kaahe tora jhumaka - 2
main bhi jaanuun ri, chhupake kaun aaya tore angana
jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana
GEETA

main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana
ASHA BHOSLE
(bainya marod ke....2, gher ke giraay ke).......2
bainya marod ke....2
bainya marod ke, gher ke giraay ke
baith gaye chailava man mein samaay ke
gori jaanuun main, kahaan pe giri hai tori bindiya - 2
GEETA

jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana
main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana
ASHA BHOSLE
jaanuun ri jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana


ASHA BHOSLE
tuu na kah kisi se, main bhi na kahuungi....2
main bhi na kahuungi
GEETA

achchha to ban ja tuu uanki,
main unaki rahuungi, unaki rahuungi main
unaki rahuungi, unaki rahuungi
ASHA BHOSLE
koi kya kare baaje jab paanv ki
koi kya kare baaje jab paanv ki payaliya
ASHA BHOSLE, GEETA
koi kya kare baaje jab paanv ki))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Jaanu Jaanu Ri Kaahe

Jaanu Jaanu Ri Kaahe is a song from Insaan Jaag Utha 1959. It is sung by Asha Bhosle, Geeta. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Insaan Jaag Utha 1959 album song list for more songs and album details.