Jaaniye Teri Aankho Lyrics, Singer & Song Details

Summer 2007 2008 album cover

Summer 2007 2008 Album Details

Suhail Tatari
Gourav Dasgupta
Ujjayinee Roy
Sikandar Kher, Yuvika Chaudhary, Gul Panag, Arjan Bajwa, Ashutosh Rana, Sachin K

album songs
Jaaniye Teri Aankho
Singer : Ujjayinee Roy

Jaaniye Teri Aankho Lyrics

Song Title = Jaaniye Teri Aankho
Movie/Album = Summer 2007 (2008)
Singers = Ujjayinee Roy
Song Lyricists = Ujjayinee Roy
Music Director = Gourav Dasgupta
Director = Suhail Tatari

Mp3 Song Lyrics

((Teri baatein behkaaye dil mera haule haule
Teri khushbu se mann mora dole
Baarish ki bunde jab mera aanchal nam kar jaaye
Meri saanson ko tu hi tu mehkaaye
Chhuna chaahu jab bhi tujhe chhu na paau
Tu chhupa hai mere khwaabon mein
Jaaniye teri aankhon ki yeh roshani
Jaaniye teri mohabbat ki yeh roshani

Teri dhadkan meri dhadkan se jab milati hai
Aasmaan ke saare rang ghul jaate hai
Ungaliya teri mere tan ko yuun chhu jaati hai
Jaise patto pe shabnam gir jaati hain
Ik nasha sa dil pe chha jaata hai jab
Tu chhupaaye mujhe baahon mein
Jaaniye teri aankhon ki yeh roshani
Jaaniye teri mohabbat ki yeh roshani
Jaaniye, jaaniye
Jaaniye, jaaniye

Teri baatein behkaaye dil mera haule haule
Teri khushbu se mann mora dole
Jaaniye teri aankhon ki yeh roshani
Jaaniye teri mohabbat ki yeh roshani
Jaaniye, jaaniye
Jaaniye, jaaniye))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaaniye Teri Aankho

Jaaniye Teri Aankho is a song from Summer 2007 2008. It is sung by Ujjayinee Roy. Lyrics are credited to Ujjayinee Roy. Music information: Gourav Dasgupta. Read the lyrics above and view the Summer 2007 2008 album song list for more songs and album details.