Jaane Yeh Kya Ho Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Armaan 2003 album cover

Armaan 2003 Album Details

Honey Irani
Ehsaan Noorani
Javed Akhtar
Amitabh Bachchan, Anil Kapoor, Preity Zinta, Gracy Singh, Randhir Kapoor

album songs
Jaane Yeh Kya Ho Gaya
Singer : Alka Yagnik, Shankar Mahadevan

Jaane Yeh Kya Ho Gaya Lyrics

Song Title = Jaane Yeh Kya Ho Gaya
Movie/album = Armaan (2003)
Singers = Alka Yagnik, Shankar Mahadevan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director = Honey Irani

Mp3 Song Lyrics

((Jaane yeh kya ho gaya
Dil to jaise kho gaya
Jage jage so gaya dekhona
Lage kyon mujhe yeh sama naya
Yeh zameen nayi aasmaan naya
Duniya hi nayi lagti hai
Ho ho ho ho ho ho ha ha ha
Jaane yeh kya ho gaya
Dil to jaise kho gaya
Jage jage so gaya dekhona
Lage kyon mujhe yeh sama naya
Yeh zameen nayi aasmaan naya
Duniya hi nayi lagti hai
Yeh saare phool koi baat mujhse kehte hai
Kyon mujhe kyon lage
Taare tumhare aanchal mein chupke rehte hai
Kyon mujhe kyon lage
Chaayi hai kaisi mere dil pe deewangee
Ho dekho na dekho na dekho na
Jaane kaisa alam hai
Itnasa mausam hai
Ang ang resham hai dekho na
Ho lage kyon mujhe yeh sama naya
Yeh zameen nayi aasmaan naya
Duniya hi nayi lagti hai
Khushboo hai roshni mein rang hai hawaon mein
Kyon mujhe yun lage
Gaate hai kaliyan geeton ke hai fizao mein
Kyon mujhe yun lage
Raahon mein hai khwaabon ki kaisi yeh chandni
Ho dekho na dekho na dekho na
Jane hum hai kahan
Mili hume hai yahan sapno ki vaadiyan
Dekho na
Ho lage kyon mujhe yeh sama naya
Yeh zameen nayi aasma naya
Duniya hi nayi lagti hai
Jaane yeh kya ho gaya
Dil to jaise kho gaya
Jage jage so gaya dekhona...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jaane Yeh Kya Ho Gaya

Jaane Yeh Kya Ho Gaya is a song from Armaan 2003. It is sung by Alka Yagnik, Shankar Mahadevan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Ehsaan Noorani. Read the lyrics above and view the Armaan 2003 album song list for more songs and album details.