Jaane Waale De Gaye Hain Lyrics, Singer & Song Details

Zalzala 1952 album cover

Zalzala 1952 Album Details

Paul Zils
Pankaj Mullick
Satya Kumar
Geeta Bali, Kishore Sahu, Dev Anand

album songs
Jaane Waale De Gaye Hain
Singer : Geeta Dutt

Jaane Waale De Gaye Hain Lyrics

Song Title = Jaane Waale De Gaye Hain
Movie/album = Zalzala (1952)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Satya Kumar
Music Director = Pankaj Mullick
Director = Paul Zils

Mp3 Song Lyrics

((O jaanewaale ae ae ae ae a
Jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saugaat mein
O jaanewaale ab hamen
Chhip chhip ke rona hai
Andheri raat mein
O jaane waale

Darr ke wo peechhe hate
Jab ho gaya dushman jahaan aan aan aan
Pyaar jo hota to kya mit’ta zara si baat mein
Jaanewaale de gaye hain yaad ko saugaat mein
O jaanewaale

Ashq aankhon mein bhare hain
Aur dil mein hai jalan
Duniyawaalon jal gaya
Mera barsaat mein
Jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saughaat mein
O jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saugaat mein
O jaanewaale.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaane Waale De Gaye Hain

Jaane Waale De Gaye Hain is a song from Zalzala 1952. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Satya Kumar. Music information: Pankaj Mullick. Read the lyrics above and view the Zalzala 1952 album song list for more songs and album details.