Jaane Thi Kaisi Raaho Mein Lyrics, Singer & Song Details

Strangers 2007 album cover

Strangers 2007 Album Details

Anand Rai
Vinay Tiwari
Javed Akhtar
Jimmy Shergill, Kay Kay Menon, Nandana Sen, Sonali Kulkarni

album songs
Jaane Thi Kaisi Raaho Mein
Singer : Lata Mangeshkar, Vinay Tiwari

Jaane Thi Kaisi Raaho Mein Lyrics

Song Title = Jaane Thi Kaisi Raaho Mein
Movie/album = Strangers (2007)
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Vinay Tiwari
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Vinay Tiwari

Mp3 Song Lyrics

((jaane thi kaisi raahon mein yeh jindagi - 2
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamako mil gaye tum
toh abb saare mausamo mein ghul gaye hai rang se) - 2
jaane thi kaisi raahon mein yeh jindagi

tum bin tha lagta kuchh kho gaya hai
kisko bataate kya ho gaya hai
tum bin kahe kaisi kami thi
palkon mein chhupake rehati thi nami
jaane thi kaisi raahon mein yeh jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamako mil gaye tum
toh abb saare mausamo mein ghul gaye hai rang se
jaane thi kaisi raahon mein yeh jindagi

tum mil gaye ho, toh sab mila hai
jine ka hamako matlab mila hai
abb muskuraata har ek pal hai
lagta hai jina kitna sehal hai
jaane thi kaisi raahon mein yeh jindagi
chhaayi thi in nigaahon mein berangi si
phir hamako mil gaye tum
toh abb saare mausamo mein ghul gaye hai rang se))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaane Thi Kaisi Raaho Mein

Jaane Thi Kaisi Raaho Mein is a song from Strangers 2007. It is sung by Lata Mangeshkar, Vinay Tiwari. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Vinay Tiwari. Read the lyrics above and view the Strangers 2007 album song list for more songs and album details.