Jaane Tamanna Tumse Lyrics, Singer & Song Details

Sanam Tere Hain Hum 2000 album cover

Sanam Tere Hain Hum 2000 Album Details

Jayant Paranji
Mani Sharma
None
Kirti Reddy, Nagarjuna Akkineni, Aishwarya Rai Bachchan

album songs
Jaane Tamanna Tumse
Singer : Chandana Dixit, Jolly

Jaane Tamanna Tumse Lyrics

Song Title = Jane Tamanna Tumse
Movie/Album = Sanam Tere Hain Hum (2000)
Singers = Chandana Dixit, Jolly Mukherjee
Song Lyricists = N/A
Music Director = Mani Sharma Yanamandra
Director = Jayant Paranji
Music Label = Nupur Audio

Mp3 Song Lyrics

((Jane tammana tumse pyar ho gaya
Pyar ka mujhe eatbar ho gaya
Bekarar ho gayi jawa dil ki dhadkane
Aasan ho gayi mohabbat ki manjile
Ae mere parwane
Mujhe chhodke nahi jana
Chhodke nahi jana
Tera pyar phir kaha pana
Jane tammana tumse pyar ho gaya
Pyar ka mujhe eatbar ho gaya

Zamin ke ye hansi nazare
Sabhi to hai apne
Kabhi to pure karenge
Milke tere mere sapne
Tu bhi akela main bhi aekli
Masti ka mausam hai
Tere liye hi jane tammana
Machalta yowan hai
Tere pyar ki ganga aur
Mere pyar ki jamna
Badal gayi meri duniya
Tere pyar mein sajna
Jane tammana tumse pyar ho gaya
Pyar ka mujhe eatbar ho gaya

Mujhe pyar se tu badlo
Ki audha de chunariya
Machal machal ke nachungi
Mujhko bana le dulhaniya
Tere pyar mein hua diwana
Ye tera sawariya
Wada hai mera banegi
Ek din tu meri dulhaniya

Ye hai pyar ka angana
Har kadam pyar se rakhna
Ae meri mehbuba mujhe
Tere rang mein hai rangna
Jane tammana tumse pyar ho gaya
Pyar ka mujhe eatbar ho gaya
Bekarar ho gayi jawa dil ki dhadkane
Aasan ho gayi mohabbat ki manjile
Ae mere parwane
Mujhe chhodke nahi jana
Chhodke nahi jana
Tera pyar phir kaha pana))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaane Tamanna Tumse

Jaane Tamanna Tumse is a song from Sanam Tere Hain Hum 2000. It is sung by Chandana Dixit, Jolly. Lyrics are credited to None. Music information: Mani Sharma. Read the lyrics above and view the Sanam Tere Hain Hum 2000 album song list for more songs and album details.