Jaane Kyun Khwaabon Ka Lyrics, Singer & Song Details

Veer Zaara 2004 album cover

Veer Zaara 2004 Album Details

Yash Chopra
Madan Mohan Kohli
Javed Akhtar
Preity Zinta, Shah Rukh Khan, Rani Mukerji, Manoj Bajpayee, Divya Dutta, Kirron

album songs
Jaane Kyun Khwaabon Ka
Singer : Lata Mangeshkar

Jaane Kyun Khwaabon Ka Lyrics

Song Title = Jaane Kyun Khwaabon Ka
Movie/album = Veer-Zaara (2004)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Yash Chopra
Music Label = YRF Music

Mp3 Song Lyrics

((Jaane kyun khwaabon ka
Mausam hai aur main hun
Mausam hai aur main hun
Jaane kyun yaadon ki
Shabnam hai aur main hun
Shabnam hai aur main hun
Yaadein laayi hain
Khushiyaan bhi aansoo bhi
Jaane kyun ik aisa
Sangam hai aur main hun
Sangam hai aur main hun

Barse jo rang itne saare
Rangeen huwe sab nazaare
Barse jo rang itne saare
Rangeen huwe sab nazaare
Lekin mera dil kahin bhi
Lagta nahin bin tumhaare
Tumko bas tumko dil
Dhhundhhe dil maange
Jaane kyun har lamha ye
Sitam hai aur main hun
Ye sitam hai aur main hun
Jaane kyun khwaabon ka
Mausam hai aur main hun
Mausam hai aur main hun..

Ye vaadi ab so gayi hai
Kohre mein hi kho gayi hai
Ye vaadi ab so gayi hai
Kohre mein hi kho gayi hai
Saari fiza saans roke
Gumsum si ab ho gayi hai
Saari duniya mein
Ab koyi nahin jaise
Jaane kyun bas mera
Hamdam hai aur main hun
Hamdam hai aur main hun
Jaane kyun yaadon ki
Shabnam hai aur main hun
Shabnam hai aur main hun
Yaadein laayi hain
Khushiyaan bhi aansoo bhi
Jaane kyun ik aisa
Sangam hai aur main hun
Sangam hai aur main hun
La la la la la la la
Hmm... hmm... hmm... aur main hun.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaane Kyun Khwaabon Ka

Jaane Kyun Khwaabon Ka is a song from Veer Zaara 2004. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Veer Zaara 2004 album song list for more songs and album details.