Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1994 album cover

Shabnam 1994 Album Details

Raman Kumar
Anu Malik
Rani Malik
Mohnish Bahl, Rakesh Bedi, Birbal

album songs
Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan
Singer : Anuradha Paudwal

Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan Lyrics

Song Title = Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan
Movie/Album = Shabnam (1994)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Anu Malik
Music Label = T-Series

Mp3 Songs Lyrics

((Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Aaina kuch bhi nahi
Aankhon ka dhoka hai
Aata hai wo nazar
Dil mein jo hota hai
Aaina aur dil ka ek sa fasana hai
Anjaam in dono ka sirf tut jana hai
Jee chaahe tod du
Jee chaahe tod du beiman aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina

Berukhi si pehle dilbar
Zakhm deke jati hai
Kanto ki nok se phir
Marham lagate hai
Ek aisa aaina ho jis mein
Dil dikhaye hum
Unse kya hai mera rista
Unko bataye hum
Mujhpe agar ho jaaye
Mujhpe agar ho jaaye maherban aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Deta nahi sahi jab
Deta nahi sahi jab pahechan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina
Jaane kyu dekhta hai insaan aaina...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan

Jaane Kyon Dekhta Hai Insaan is a song from Shabnam 1994. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Shabnam 1994 album song list for more songs and album details.