Jaane Kya Hua Dil Lyrics, Singer & Song Details

Prem Yog 1994 album cover

Prem Yog 1994 Album Details

Rajeev Kumar
Bappi Lahiri
Nawab Arzoo
Rishi Kapoor, Madhoo, Shammi Kapoor

album songs
Jaane Kya Hua Dil
Singer : Sadhana Sargam, Vinod Rathod

Jaane Kya Hua Dil Lyrics

Song Title = Jaane Kya Hua Dil
Movie/album = Prem Yog (1994)
Singers = Sadhana Sargam, Vinod Rathod
Song Lyricists = Nawab Arzoo
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Rajeev Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Pyar ke phul khilne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad

Nigaho se dil mein utar jau main
Jee chahe had se gujar jau main
Teri baaho mein hai ab jannat meri
Inse nikal ke kidhar jau main
O tera pyar mila o chhaya aisa nasha
Geer na jau sambhalne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Pyar ke phul khilne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad

Tere pyar ki lau mein jalta hai dil
Tumhare liye hi machalta hai dil
Tu bas gayi meri har sans mein
Tera naam leke dhadakta hai dil
Teri preet sajan layi nayi kiran
Jaise suraj nikalne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Pyar ke phul khilne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad

Fizaao mein khushbu shuhani lage
Tere tan badan ki nishani lage
Gehra hua rang ab pyar ka
Badi pyari ye zindagani lage
Jo dil mein tha aankhon ne kaha
Pyar mein hosh milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Ek jhokan chala aur khushbu udi
Pyar ke phul khilne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad
Jaane kya hua dil mein tere milne ke bad.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaane Kya Hua Dil

Jaane Kya Hua Dil is a song from Prem Yog 1994. It is sung by Sadhana Sargam, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Nawab Arzoo. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Prem Yog 1994 album song list for more songs and album details.