Jaane Kya Haal Ho Kal Lyrics, Singer & Song Details

Maa Ka Aanchal 1970 album cover

Maa Ka Aanchal 1970 Album Details

Jagdev Bhambri
Madan Mohan Kohli
Kaifi Azmi
Sanjeev Kumar and Leela Mishra

album songs
Jaane Kya Haal Ho Kal
Singer : Asha Bhosle

Jaane Kya Haal Ho Kal Lyrics

Song Title = Jaane Kya Haal Ho Kal
Movie/album = Maa Ka Aanchal (1970)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Jagdev Bhambri
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka
Jane kya hal ho

Hath tharrane lage,
Jam gira tut gaya
Hath tharrane lage,
Jam gira tut gaya
Ye koi waqt na tha
Aap ke yad aane ka
Ye koi waqt na tha
Aap ke yad aane ka
Jane kya hal ho

Bewafai ka gila sun
Ke hansi aati hai
Bewafai ka gila sun
Ke hansi aati hai
Dhundhiye aur bahana
Koi tadapane ka
Dhundhiye aur bahana
Koi tadapane ka

Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai
Koi maikhane ka.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaane Kya Haal Ho Kal

Jaane Kya Haal Ho Kal is a song from Maa Ka Aanchal 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Maa Ka Aanchal 1970 album song list for more songs and album details.