Jaane Kaise Remix Lyrics, Singer & Song Details

Raqeeb 2007 album cover

Raqeeb 2007 Album Details

Anurag Singh
None
None
Sharman Joshi, Tanushree Dutta, Jimmy Shergill, Rahul Khanna

album songs
Jaane Kaise Remix
Singer : K. K.

Jaane Kaise Remix Lyrics

Song Title = Jaane Kaise Remix
Movie/Album = Raqeeb (2007)
Singer(s) = K. K.

Mp3 Song Lyrics

((Jaane Kaise Shab Dhali, Jaane Kaise Dil Khila
jaane Kaise Kab Kahaan, Chal Pada Yeh Silsila
meri Aankhon Ko Yeh Kaisa Manjar Mila
tere Har Naksh Mein Bas Khuda Hi Khuda
(tera Chehra Sanam Ik Rubaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai) - 2

betaabiyo Ki Shaamo Sehar Se
na Tha Main Waakib Dard-e-jigar Se
gujra Nahi Tha Main Toh Kabhi Bhi
pyaar Li Dilkash Raahegujar Se
deewaanagi Ki Yeh Intehaan Hai
har Chehre Mein Chehra Tera Hai
saari Duniya Teri Parchaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai
tera Chehra Sanam Ik Rubaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai
jaane Kaise Shab Dhali, Jaane Kaise Dil Khila
jaane Kaise Kab Kahaan, Chal Pada Yeh Silsila

teri Kashish Ka Jaadu Ajab Hai
har Waqt Mujhko Teri Talab Hai
yuun Hi Nahi Main Besudh Huva Hoon
iss Pyaas Ka Toh Koi Sabab Hai
tere Siva Na Abb Koi Armaan
abb Jindagi Hai Tujhse Meri
bin Tere Har Jagah Tanhaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai
tera Chehra Sanam Ik Rubaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai
jaane Kaise Shab Dhali, Jaane Kaise Dil Khila
jaane Kaise Kab Kahaan, Chal Pada Yeh Silsila
meri Aankhon Ko Yeh Kaisa Manjar Mila
tere Har Naksh Mein Bas Khuda Hi Khuda
(tera Chehra Sanam Ik Rubaayi Si Hai
mere Dil Jism-o-jaan Pe Tu Chaayi Si Hai) - 2 ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jaane Kaise Remix

Jaane Kaise Remix is a song from Raqeeb 2007. It is sung by K. K.. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Raqeeb 2007 album song list for more songs and album details.