Jaane Ja Tujhse Bichar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Zeher 2005 album cover

Zeher 2005 Album Details

Mohit Suri
Roop Kumar Rathod
Sayeed Qadri
Shamita Shetty, Emraan Hashmi, Udita Goswami, Sameer Kochhar

album songs
Jaane Ja Tujhse Bichar Ke
Singer : Shreya Ghoshal, Udit Narayan

Jaane Ja Tujhse Bichar Ke Lyrics

Song Title = Jaane Ja Tujhse Bichar Ke
Movie/Album = Zeher (2005)
Singers = Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Song Lyricists = Sayeed Qadri
Music Composer = Roop Kumar Rathod
Director = Mohit Suri

Mp3 Song Lyrics

((Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Ho ke judaa hai saath bhi
Tu door bhi tu paas bhi
Jaise zameen se hai yeh aasmaan..

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan..

Us se alag ho ke bhi main
Us se alag ho na paaya
Dharti pe jitna gagan hai
Utna hi hai tera saaya
Us se alag ho ke bhi main
Us se alag ho na paaya
Dharti pe jitna gagan hai
Utna hi hai tera saaya
Yaadein teri, baatein teri
Din hain tere raatein teri
Paoon tujhe hi main jaoon jahan..

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan..

Haanthon se haanth hai chhoote
Dil se bhi chhoote nahin hain
Rishton ke phool abhi tak
Shakho se toote nahin hain
Haanthon se haanth hai chhoote
Dil se bhi chhoote nahin hain
Rishton ke phool abhi tak
Shakhon se toote nahin hain
Khushiyaan teri, gham hain tere
Dil mein mere mausam tere
Mehka tujhi se hai yeh gulsitaan..

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan...

Ho ke judaa hai saath bhi
Tu door bhi tu paas bhi
Jaise zameen se hai yeh aasmaan..

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaane Ja Tujhse Bichar Ke

Jaane Ja Tujhse Bichar Ke is a song from Zeher 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sayeed Qadri. Music information: Roop Kumar Rathod. Read the lyrics above and view the Zeher 2005 album song list for more songs and album details.