Jaan Sachi Muchi Lyrics, Singer & Song Details

Sultan 2016 album cover

Sultan 2016 Album Details

Ali Abbas Zafar
Shekhar Ravjiani, Vishal
Irshad Kamil
Salman Khan,Anushka Sharma,Randeep Hooda,Randeep Hooda

album songs
Jaan Sachi Muchi
Singer : Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan

Jaan Sachi Muchi Lyrics

Song Title = Jaan Sachi Muchi
Movie/album = Sultan (2016)
Singers = Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Director = Ali Abbas Zafar

Mp3 Song Lyrics

((Main gapp na koi maarun
Naa baat bolunga kachi
2-3 saal se mujhko
Tu lagi laagne achi, o hu...

Main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhrili si chori
Hoon saath hi tere achi, oo...
Tu jaan hai sachi muchi

O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Main gapp na koi maarun
Jo baat bolungi sachi
Main nakhrili si chori
Hoon saath hi tere achi, oo...
Tu jaan hai sachi muchi

Leja wahan tera ho jahan pe jahan
Maine ye de di hai zubaan
Chalta jaaunga..

Subah ko main laaunga honthon pe hansi
Shaamon ko baaton mein teri, dhalta jaaunga

Main rajj ke chahun tujhko
Le rajj ke main nachi
Le chhad akkal ki baatein
Phir aaj hogayi bachchi, oo...
Tu jaan hai sachi muchi

O baat ansuni hai
Pyar se buni hai
Aaj doguni hai aarzu..

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein

Ye khwaab hain, chahatein
Ya mere dil ki aawazein
Jaanti hai tu
Tere kehne se li maine parvazein..))

Posted By : {Soni Kumari}

About Jaan Sachi Muchi

Jaan Sachi Muchi is a song from Sultan 2016. It is sung by Harshdeep Kaur, Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Shekhar Ravjiani, Vishal. Read the lyrics above and view the Sultan 2016 album song list for more songs and album details.