Jaan Meri Tere Liye Lyrics, Singer & Song Details

Karishmaa 1984 album cover

Karishmaa 1984 Album Details

I.V. Sasi
Rahul Dev Burman
None
Reena Roy, Kamal Haasan, Tina Munim

album songs
Jaan Meri Tere Liye
Singer : Kishore Kumar

Jaan Meri Tere Liye Lyrics

Song Title = Jaan Meri Tere Liye
Movie/Album = karishmaa (1984)
Singer = Kishore Kumar
Music By = R D Burman

Mp3 Song Lyrics

((haan jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara
are jaan meri jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara
are pehle jo hua nahi ho jaaye wo pyaar mein yaara
jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara

ab jeene mein aur maza hai pyaar karenge dar nahi duniya ka
ab jeene mein aur maza hai pyaar karenge dar nahi duniya ka
jeet mere pyaar ki yeh jeet liya hai jag saara
jaan meri ho jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara
are pehle jo hua nahi ho jaaye wo pyaar mein yaara
o o jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara

aa baahon mein kuchh to dil ki aag bujhegi
ho sharmo haya chhod de
aa baahon mein kuchh to dil ki aag bujhegi
ho sharmo haya chhod de
kaun jaane kab aayega phir aisa mausam pyaara
jaan meri ho jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara
are pehle jo hua nahi ho jaaye woh pyaar mein yaara
o o jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara
arre jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaan Meri Tere Liye

Jaan Meri Tere Liye is a song from Karishmaa 1984. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Karishmaa 1984 album song list for more songs and album details.