Jaan Gayi Dil Aya Sisha Lyrics, Singer & Song Details

Jaan 1996 album cover

Jaan 1996 Album Details

Raj Kanwar
Anand, Milind Shrivastav
Anand Bakshi
Ajay Devgn, Twinkle Khanna, Amrish Puri

album songs
Jaan Gayi Dil Aya Sisha
Singer : Alka Yagnik, Anand Bakshi

Jaan Gayi Dil Aya Sisha Lyrics

Song Title = Jaan Gayi Dil Aya Sisha
Movie or Album = Jaan (1996)
Singers = Alka Yagnik, Anand Bakshi, Udit Narayan
Song Lyricist = Anand Bakshi
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Raj Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((Gum jaruri hai mohabbat ke fasane ke liye
Dil hai aane ke liye aur jaan jaane ke liye

Jaan gayi dil aya sisha patthar se takraya
Jaan gayi dil aya sisha patthar se takraya tut gaya
Sisha tut gaya
Jaan gayi dil aya sisha patthar se takraya tut gaya
Sisha tut gaya

Pyar kiya dukh paya sisha patthar se takraya
Pyar kiya dukh paya sisha patthar se takraya patthar tut gaya
Patthar tut gaya
Jaan gayi dil aya

Doli ki barat ki baate saari thi ek raat ki baate
Doli ki barat ki baate saari thi ek raat ki baate
Raat gayi din aaya sapna dekha dhoka khaya sapna tut gaya
Sapna tut gaya

Pyar kiya dukh paya sisha patthar se takraya patthar tut gaya
Patthar tut gaya
Jaan gayi dil aya

Sishak sishak ke yun hum roe lagata hai phir bhi kam roe
Sishak sishak ke yun hum roe lagata hai phir bhi kam roe
Yaad muje tu aaya mere haath se tera daman sajan chut gaya
Sajan chut gaya

Pyar kiya dukh paya sisha patthar se takraya patthar tut gaya
Patthar tut gaya
Jaan gayi dil aya

Dard ke maare kam nahi milte itne kisi ko gum nahi milte
Dard ke maare kam nahi milte itne kisi ko gum nahi milte
Dard me dil tadpaya maine rutha yaar manaya to rab rooth gaya
To rab rooth gaya

Pyar kiya dukh paya sisha patthar se takraya patthar tut gaya
Patthar tut gaya
Jaan gayi dil aya, jaan gayi dil aya....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jaan Gayi Dil Aya Sisha

Jaan Gayi Dil Aya Sisha is a song from Jaan 1996. It is sung by Alka Yagnik, Anand Bakshi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Jaan 1996 album song list for more songs and album details.