Jaagi Hui Fizayein Lyrics, Singer & Song Details

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album cover

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 Album Details

Rahul Rawail
Nusrat Fateh Ali Khan
Javed Akhtar
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Shammi Kapoor

album songs
Jaagi Hui Fizayein
Singer : Asha Bhosle, Udit Narayan

Jaagi Hui Fizayein Lyrics

Song Lyrics Title = Jaagi Hui Fizayein
Song Lyrics Movie = Aur pyaar ho gaya 1997
Singers = Asha Bhosle, Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Nusrat Fateh Ali Khan
Director = Rahul Rawail


Mp3 Song Lyrics

((jagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye

Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi
Kaliyon ki chunari dhalki hai lehron se masti chhalki hai
Sapnon ki duniya jhalki hai mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye

Aa...ooo..

Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule kehte hain do dil daastaan
Hai jaise tham gaya mausam ka karvaan
Bhanvre jo gungunaate hain jhonke so sansanaate
Kuchh taar jhanjhanaate hain mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai mere sanam
Tere liye mere liye

Jaagi hui fizayein hain tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Jaagi Hui Fizayein Video

About Jaagi Hui Fizayein

Jaagi Hui Fizayein is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Asha Bhosle, Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Nusrat Fateh Ali Khan. Read the lyrics above and view the Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album song list for more songs and album details.