Jaa Le Ja Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

Mulaqaat 2002 album cover

Mulaqaat 2002 Album Details

K Ravi Shankar
Vishal Bhardwaj
Bashir Badr
Jackie Shroff, Madhoo

album songs
Jaa Le Ja Mera Dil
Singer : Alka Yagnik, Abhijeet

Jaa Le Ja Mera Dil Lyrics

Song Title = Ja Le Ja Mera Dil
Movie/Album = Mulaqat (2002)
Singer = Alka Yagnik, Abhijeet
Music Director(s) = Vishal Bharadwaj
Lyricist(s) = Bashir Badr

Mp3 Song Lyrics

((Mushkil mein tujhe yaad mera naam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega) - (2)
Kimat hi nahi isaki yeh bedaam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Tere kaam aayega, tere kaam aayega - (2)

(Pehali najar ne teri mujhe loot liya tha
Shokhi ka saadagi ne bada kaam kiya tha) - (2)
Aur teri nigaahon mein bhi jaadu ka sar tha
Jitana udhar tha ja raha utana idhar bhi tha
Socha na tha -2 yeh raah mein mukaam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Mushkil mein tujhe yaad mera naam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Tere kaam aayega, tere kaam aayega - (2)

(Pehale toh kabhi maine mohabbat nahi ki thi
Sine mein kabhi ne dil ne sharaarat nahi ki

thi) - (2)
Maine bhi kabhi iss kadar ulfat nahi ki thi
Abb tak toh dil ne kabhi bagaawat nahi ki thi
Yeh ilm na tha -2 pyaar ka paigaam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Mushkil mein tujhe yaad mera naam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Kimat hi nahi isaki yeh bedaam aayega
Ja le ja mera dil yeh tere kaam aayega
Tere kaam aayega, tere kaam aayega)) - (2)..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jaa Le Ja Mera Dil

Jaa Le Ja Mera Dil is a song from Mulaqaat 2002. It is sung by Alka Yagnik, Abhijeet. Lyrics are credited to Bashir Badr. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Mulaqaat 2002 album song list for more songs and album details.