Itni Shakti Hamein Dena Daata Lyrics, Singer & Song Details

Ankush 1986 album cover

Ankush 1986 Album Details

N. Chandra
Kuldeep Singh
Abhilash
Nana Patekar, Rabia Amin, Raja Bundela

album songs
Itni Shakti Hamein Dena Daata
Singer : Pushpa Pagdhare, Poornima

Itni Shakti Hamein Dena Daata Lyrics

Song Lyrics Title = Itni shakti hame dena data
Song Lyrics Movie = Ankush 1986
Singers = Pushpa Pagdhare, Poornima
Song Lyricists = Abhilash
Music Composer = Kuldeep Singh
Director = N. Chandra
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho na
Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho na
Hum chale nek raste pe hamase
Bhul kar bhi koi bhul ho na
Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho naa
Hum chale nek raste pe hamase
Bhul kar bhi koi bhul ho na
Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho na

Door agyan ke ho andhere
Tu hame gyan ki roshani de
Har burai se bachate rahe hum
Jitni bhi de bhali zindagi de
Bair ho na kisi ka kisi se
Bhawana mann mein badle ki ho na
Hum chale nek raste pe hamase
Bhul kar bhi koi bhul ho na
Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho na

Hum na soche hame kya mila hai
Ham ye soche kiya kya hai arpan
Phool khushiyo ke baate sabhi ko
Sabaka jeevan hi ban jaye madhuban
Apni karuna ka jab tu baha de
Karde pawan har ik mann ka kona
Ham chale nek raste pe hamase
Bhul kar bhi koi bhul ho na
Itni shakti hamein dena daata
Mann ka vishvas kamzor ho na..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Itni Shakti Hamein Dena Daata Video

About Itni Shakti Hamein Dena Daata

Itni Shakti Hamein Dena Daata is a song from Ankush 1986. It is sung by Pushpa Pagdhare, Poornima. Lyrics are credited to Abhilash. Music information: Kuldeep Singh. Read the lyrics above and view the Ankush 1986 album song list for more songs and album details.