Itne Karib Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Nazar Ke Samne 1995 album cover

Nazar Ke Samne 1995 Album Details

Jagdish A Sharma
Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Anwar Sagar
Akshay Kumar, Farheen, Ekta Sohini, Mukesh Khanna, Kiran Kumar, Dalip Tahil

album songs
Itne Karib Aaye
Singer : Kavita Krishnamurthy

Itne Karib Aaye Lyrics

Song Title = Itne Karib Aaye
Movie/Album = Nazar Ke Samne (1995)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Composer = Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Director = Jagdish A. Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Itne karib aao ke ho hamara haath
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath

Masti mein choor hain ye chaand sa badan
Dil mein hain bekaraar saanso mein hain agan
Mere labon ke pyaale hothon se tu lagale
Saari umar ki pyaas do pal mein tu bujh le
Betaabiyo ka mera
Betaabiyo ka meri kuch to karo khayaal
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath

Tasveer husn ki hoon dedaar to karo
Baahon mein kaid karke
Humein pyaar to karo
Aankhon se apni tumko
Woh cheez peela dungi
Daawa hain tumse mera
Duniya ko bhula dungi
Angadai ko mere humm
Angadai ko meri nazare to zara daal
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath
Dhadkan jawaab de jab dil kare sawaal
Itne karib aao ke ho hamara haath....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Itne Karib Aaye

Itne Karib Aaye is a song from Nazar Ke Samne 1995. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Kishore Sharma, Mahesh Sharma. Read the lyrics above and view the Nazar Ke Samne 1995 album song list for more songs and album details.