Itna Mujhe Pata Hai Lyrics, Singer & Song Details

Khiladiyon Ka Khiladi 1996 album cover

Khiladiyon Ka Khiladi 1996 Album Details

Umesh Mehra
Anu Malik
Dev Kohli
Akshay Kumar, Rekha, Raveena Tandon, Brian Adams, Gulshan Grover

album songs
Itna Mujhe Pata Hai
Singer : Kavita Krishnamurthy, Abhijeet

Itna Mujhe Pata Hai Lyrics

Song Title = Itna Mujhe Pata Hai
Movie/Album = Khiladiyon Ka Khiladi (1996)
Singer = Kavita Krishnamurthy, Abhijeet
Lyricist = Dev Kohli
Music Director = Anu Malik
Film Director = Umesh Mehra

Mp3 Song Lyrics

((i want fire take me hire
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai

eye sanam janeman tune kya kar diya
chir kar dil mera usme pyar bhar diya
jo hua so hua sochna ab hai kya
kar rahi hai najar ab tera shukriya
dilkash teri adaye roke ye meri rahe
sine se lag ja mere ye mera mashwara hai
sine se lag ja mere ye mera mashwara hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai
i want fire take me hire

in rago me ye khun jab talak daudega
ye diwana tera na tujhe chhodega
ho gaya hai shuru pyar ka silsila
hosh kya jan bhi tu meri liye ja
ye pyar ki khumari tune nahi utari
tera hosh lapta hai tujhe pyar ho gaya hai
tera hosh lapta hai tujhe pyar ho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai
tujhko khabar nahi hai ye mera ho gaya hai
itna mujhe pata hai dil mera kho gaya hai
i want fire take me hire
i want fire take me hire...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Itna Mujhe Pata Hai

Itna Mujhe Pata Hai is a song from Khiladiyon Ka Khiladi 1996. It is sung by Kavita Krishnamurthy, Abhijeet. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Khiladiyon Ka Khiladi 1996 album song list for more songs and album details.