Itna Haseen Tujhsa Lyrics, Singer & Song Details

Pakhandee 1984 album cover

Pakhandee 1984 Album Details

Samir Ganguly
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Sanjiv Kumar, Asha Parekh

album songs
Itna Haseen Tujhsa
Singer : Usha Mangeshkar, Amit Kumar

Itna Haseen Tujhsa Lyrics

Song Title = Itna Haseen Tujhsa
Movie/Album = Pakhandee (1984)
Singer = Usha Mangeshkar, Amit Kumar
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((itna hasin koi kahi hai dusra
nahi nahi nahi nahi
itna hasin koi kahi hai dusra
nahi nahi tumhe kya kahu
sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi
itna hasin koi kahi hai dusra
nahi nahi tumhe kya kahu
sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi

kash wo din aaye
tumse pyar ki bate karu
kash wo din aaye
tumse pyar ki bate karu
pyar ki bate karu ikrar ki bate karu
jo har bat ho jaye ikrar ki
shuru ham kare zindagi pyar ki

suna nahi ke husn to hai bewafa
nahi nahi nahi tumhe kya kahu
sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi
itna hasin koi kahi hai dusra
nahi nahi tumhe kya kahu
sanam kahu ke dilruba nahi nahi..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Itna Haseen Tujhsa

Itna Haseen Tujhsa is a song from Pakhandee 1984. It is sung by Usha Mangeshkar, Amit Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Pakhandee 1984 album song list for more songs and album details.