Itna Hai Tumse Pyar Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Suraj 1966 album cover

Suraj 1966 Album Details

T. Prakash Rao
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar, Ajit, Mumtaz, Johnny Walker

album songs
Itna Hai Tumse Pyar Mujhe
Singer : Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Itna Hai Tumse Pyar Mujhe Lyrics

Song Title = Itna Hai Tumse Pyar Mujhe
Movie/album =Suraj (1966)
Singers = Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = T. Prakash Rao

Mp3 Song Lyrics

((Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar

Tere siwaa kissi ko na laaya nigaah mein
Laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein
Sadiyon se kar raha tha tumhaara hi intezaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar

Maine bhi tere waaste kitne janam liye
Tab dil ke raasto pe jale pyaar ke diye
Ek din jaroor paaugi itna tha aitbaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar

Bekhud banaa diya mujhe tere saaam ne
Jannat agar mile to na loon tere saamne
Yeh pyaar woh nasha hai ke jisska nahin utaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Itna Hai Tumse Pyar Mujhe

Itna Hai Tumse Pyar Mujhe is a song from Suraj 1966. It is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Suraj 1966 album song list for more songs and album details.