Issaq Tera Duet Lyrics, Singer & Song Details

Issaq 2013 album cover

Issaq 2013 Album Details

Manish Tiwary
Sachin, Jigar
Mayur Puri
Malini Awasthi, Sandeep Bose, Amyra Dastur

album songs
Issaq Tera Duet
Singer : Mohit Chauhan, smita

Issaq Tera Duet Lyrics

Song lyrics title = Issaq Tera Duet
Song lyrics movie = Issaq 2013
Singer = Mohit Chauhan, smita
Music Director = Sachin, Jigar
Lyricists = Mayur Puri

Mp3 Song Lyrics

((Kuch reshmi hai
Kuch khurdurahai
Abhi beh chala hai
Abhi hai rukka
Hath mein hai raith sa
Issaq tera

Uss paar tu hai
Iss paar main
Lagta hai dooboonga
Iss baar mein
Jaane kaha hai le chala
Issaq tera

Oo
Tu mere main tere
Samne jab talak
Yeh zameen yeh palak
Khoobsurat lage
Kisht mein hai mili
Aaj ki yeh khushi
Gin rake hai magar
Kal ke lamhe sabhi
Kuch der tujhko bhi
Tak loonga main
Palkon ki taaron main
Rakh loonga main

Hai subah ke khwab sa
Issaq tera
O hath mein hai raith sa
Issaq tera

Uss paar tu hai
Iss paar main
Lagta dooboonga iss baar mein
Jaane kaha hai le chala
Issaq tera

O saare jahan se hai juda
Issaq tera))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Issaq Tera Duet

Issaq Tera Duet is a song from Issaq 2013. It is sung by Mohit Chauhan, smita. Lyrics are credited to Mayur Puri. Music information: Sachin, Jigar. Read the lyrics above and view the Issaq 2013 album song list for more songs and album details.