Iss Qadar Pyar Hai Lyrics, Singer & Song Details

Bhaag Johnny 2015 album cover

Bhaag Johnny 2015 Album Details

Shivam Nair
Arko Pravo Mukherjee
Faaiz Anwar
Kunal Khemu, Zoa Morani, Mandana Karimi

album songs
Iss Qadar Pyar Hai
Singer : Ankit Tiwari

Iss Qadar Pyar Hai Lyrics

Song Title = Iss Qadar Pyar Hai
Movie/Album = Bhaag Johnny 2015
Singer = Ankit Tiwari
Music = Arko Pravo Mukherjee
Lyrics = Faaiz Anwar
Featuring = Urvashi Rautela, Kunal Khemu
Music On = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Iss qadar pyar hai tumse aye humsafar
Chandani naram si raat ke honth par

Teri nadaaniyan
Teri gustakhiyan
Mili toh yun judi
Ke bheegi raat bhar
Iss qadar pyar hai tumse aye humsafar

Dil mein hai betabiyan
Neend udne lagi
Tere khayaalon se hi
Aankh judne lagi

Ab toh ye baahein
Jhukti nigahein
Bas inhi ki fikar

Teri angdaaiyan
Meri khamoshiyan
Mili toh yun judi
Ke bheege raat bhar
Is kadar pyar hai tumse aye humsafar

Meri thi jo khaamiyan
Tujhse poori hui
Baaqi huve bewajah
Tu zaroori hui
Ab ye fasaana
Meri jaan-e-jaana
Bas chalta rahe umr bhar

Teri madhoshiyan
Meri tanhaaiyan
Mili toh yun judi
Ke bheege raat bhar))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Iss Qadar Pyar Hai

Iss Qadar Pyar Hai is a song from Bhaag Johnny 2015. It is sung by Ankit Tiwari. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Arko Pravo Mukherjee. Read the lyrics above and view the Bhaag Johnny 2015 album song list for more songs and album details.