Iss Dil Ka Bangla Khali Lyrics, Singer & Song Details

Baawra 1950 album cover

Baawra 1950 Album Details

G. Rakesh
Krishna Dayal
Gafil Harnalvi
Raj Kapoor, Nimmi, Lalita Pawar, K.N. Singh,Hiralal, Sunder, Ratan Kumar

album songs
Iss Dil Ka Bangla Khali
Singer : Geeta Dutt

Iss Dil Ka Bangla Khali Lyrics

Song Lyrics Title = Iss Dil Ka Bangla Khali Hai
Song Lyrics Movie = Baawra (1950)
Singer = Geeta Dutt
Music By = Krishna Dayal
Lyricist = Gafil Harnalvi


Mp3 Song Lyrics

((is dil ka bangla khali hai
is dil ka bangla khali hai
our iska kiraya koi nahi
chaudah baras se babuji
is bangle me aaya koi nahi
haye bangle me aaya koi nahi
is dil ka bangla khali hai

aye gori is bangle ke
hum datte hai saudai
lekin bebas hai sajni
aaj kal hai mahangai
pagdi dena mushkil hai
pagdi dena mushkil hai
ho iska kiraya koi nahi
chaudah baras se babuji
is bangle me aaya koi nahi
haye bangle me aaya koi nahi
is dil ka bangla khali hai

pagdi se hi izzat hai babu
topi englishtan gaye
pagdi ke saude me topi ki
sari jan gaye
pagdi walo ke bangle par
pagdi walo ke bangle par
ab tak chaya koi nahi
chaudah baras se babuji
is bangle me aaya koi nahi
haye bangle me aaya koi nahi
is dil ka bangla khali hai

aise bangle se gori
apni kholi achi hai
dhanwano ke jhurmuth se ye
apni toli achi hai
paiso ka bhagwan hai paisa
paiso ka bhagwan hai paisa
apna paraya koi nahi
chaudah baras se babuji
is bangle me aaya koi nahi
haye bangle me aaya koi nahi
is dil ka bangla khali hai

apni kholi mujhe bulale
babu bangla chodungi
dhanwano se preet tod kar
diwalo se jodungi
aao hum tum mil jaye
aao hum tum mil jaye
bas babu bakaya koi nahi
chaudah baras se babuji
is bangle me aaya koi nahi
haye bangle me aaya koi nahi
is dil ka bangla khali hai...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Iss Dil Ka Bangla Khali Video

About Iss Dil Ka Bangla Khali

Iss Dil Ka Bangla Khali is a song from Baawra 1950. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Gafil Harnalvi. Music information: Krishna Dayal. Read the lyrics above and view the Baawra 1950 album song list for more songs and album details.