Ishq Nachaye Jisko Lyrics, Singer & Song Details

Lamha album cover

Lamha Album Details

Lamha
None
None
Lamha

album songs
Ishq Nachaye Jisko
Singer : Pankaj Udhas

Ishq Nachaye Jisko Lyrics

Song Lyrics Title = Ishq Nachaye Jisko
Movie/Album Name = Lamha
Singer = Pankaj Udhas

Mp3 Song Lyrics

((ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq nachaaye jisko yaar, (woh phir naache bich bazaar - 2)
ishq kare jisko bimaar - 3
uspe dava-daroo bekaar - 2
woh phir nache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar - 2

ishq mein jo chhode gharbaar - 2
ishq mein jo chhode gharbaar, usake gale mein prit ka haar
usake gale mein prit ka haar, woh phir naache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar - 2

ishq ki kimat jaan aur dil - 2
ishq ki kimat jaan aur dil, ishq na ban paaye vaiopaar
ishq na ban paaye vaiopaar, woh phir naache bich bazar
ishq nachaaye jisko yaar - 2

raahi kalandar kehta hai - 2
raahi kalandar kehta hai, ishq khuda ka hai darbaar
ishq khuda ka hai darbaar, woh phir naache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar - 2
ishq nachaaye jisko yaar, woh phir naache bich bazaar
woh phir naache bich bazaar - 4))

Posted by = {Soni Kumari}

About Ishq Nachaye Jisko

Ishq Nachaye Jisko is a song from Lamha. It is sung by Pankaj Udhas. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Lamha album song list for more songs and album details.