Ishq Mein Kho Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Ishq Click 2016 album cover

Ishq Click 2016 Album Details

Anil Ballani
Ajay, Satish Tripathi
None
Sara Loren, Adhyayan Suman, Sanjay Gurbaxani, Aaryansh Arora, Sanskkriti Jain

album songs
Ishq Mein Kho Gaye
Singer : Neeti Mohan

Ishq Mein Kho Gaye Lyrics

Song Title = Ishq Mein Kho Gaye
Movie/album = Ishq Click (2016)
Singers = Neeti Mohan
Song Lyricists = N/A
Music Director = Ajay, Satish Tripathi
Director = Anil Ballani

Mp3 Song Lyrics

((Ishq mein kho gaye hai
Haan tere ho gaye hai
Ishq mein kho gaye hai
Haan tere ho gaye hai

Baaton mein hai khushbuyein
Ehsaas hai jo diya
Jeena kya hua hai
Chaya ek nasha hai

Rabb se na kuch gile hai
Khushiyon ke lamhe hai
Qaabu ab naa rahan
Ye junoon hai bepanaah

Khamoshiyan gungunayein
Kaisi ye rut pyaar ki hai
Uthti hai dil se sadaaye
Har shey bas aashiqui hai

Kya se kya huaa hai
Koi bha gaya hai
Bas jo ek kami thi
Saansein thami thi
Manzil bhi mil gayi
Man ye bas mein nahi

Tha umar soche jo chaahe
Armaano ki woh ghadi hai
Itne savaalo se mehki
Har aash tumse judi hai

Rag rag mein yun basa hai
Tohfa pyaar ka hai
Aahat pe dil dhadke
Armaan umar bhar ke
Raunak rangeeniyan
Tujhmein rab mil gaya.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Ishq Mein Kho Gaye

Ishq Mein Kho Gaye is a song from Ishq Click 2016. It is sung by Neeti Mohan. Lyrics are credited to None. Music information: Ajay, Satish Tripathi. Read the lyrics above and view the Ishq Click 2016 album song list for more songs and album details.