Ishq Mein Jab Hum Lyrics, Singer & Song Details

Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 album cover

Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 Album Details

None
Rahul Dev Burman
M. G. Hashmat
None

album songs
Ishq Mein Jab Hum
Singer : Asha Bhosle

Ishq Mein Jab Hum Lyrics

Song Title = Ishq Me Jab Hum
Movie/Album = Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Rahul Dev Burman

Mp3 Song Lyrics

((Ishq mein jab hum qatl huye
To eid manayi logo ne
Ishq mein jab hum qatl huye
To eid manayi logo ne
Yun hamko aukat hamari
Yun hamko aukat hamari
Yaad dilaayi logo ne
Ishq mein jab hum qatl huye
To eid manayi logo ne

Hairat se yun hamko na dekho
Ham to waqt ke mare hai
Hairat se yun hamko na dekho
Ham to waqt ke mare hai
Ham to waqt ke mare hai
Kuchh apno ne ashq diye
Kuchh aag lagayi logo ne
Kuchh apno ne ashq diye
Kuchh aag lagayi logo ne

Haay zamne tere khatir
Paani bhi na maang sake
Haay zamne tere khatir
Paani bhi na maang sake
Paani bhi na maang sake
Aise hamare khoon e jigar se
Pyaas bujhai logo ne
Aise hamare khoon e jigar se
Pyaas bujhai logo ne

Dushman ho gayi apni jawani
Husn bana qatil apna
Dushman ho gayi apni jawani
Husn bana qatil apna
Husn bana qatil apna
Ghar walo ne ghoongro baandhe
Aur nachi logo ne
Ghar walo ne ghoongro baandhe
Aur nachi logo ne
Yun hamko aukat hamari
Yun hamko aukat hamari
Yaad dilaayi logo ne
Ishq mein jab hum qatl huye
To eid manayi logo ne....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ishq Mein Jab Hum

Ishq Mein Jab Hum is a song from Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 album song list for more songs and album details.