Ishq Ki Na Ki Lyrics, Singer & Song Details

I Dont Luv U 2013 album cover

I Dont Luv U 2013 Album Details

Amit Kasaria
Amit Kasaria
Amit Kasaria
Ruslaan Mumtaz, Chetna Pande, Murali Sharma, Jass Bhatia

album songs
Ishq Ki Na Ki
Singer : Mika Singh

Ishq Ki Na Ki Lyrics

Song lyrics Title = Ishq Ki Na Ki
Song lyrics movie = I Dont Luv U (2013)
Singer = Mika Singh
Song Lyricists = Amit Kasaria
Music Director = Amit Kasaria
Music Label = AMV Music

mp3 song lyrics

((Facebook update karti hai
Photo change roz karti hai
Kabhi status tera single
Kabhi ready to mingle
Kabhi aaye kabhi jaaye
Mere pyaar ki waat lagaaye
Duniya yeh meri tabaah ki

Re ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki
Oye ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki

Haaye baat karoon jab dil ki
Kabhi haath mein dil aa jaaye
Khol ke dil ka khaata
Tune dil ke band bajaaye
Bole mujhko ki tum meri jaan ho
Bin tere nahi jeena meri shaan ho
Haaye deewana banakar
Raaton mein aag lagakar
Duniya yeh meri tabaah ki

Re ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki
Oye ishq ki naa ki
Aye ishq ki naa ki

Dekh ke meri ki pocket
Tune pyaar ka jaal bichhaya
Phir maar ke dil ko laat
Udaakar aeroplane banaaya
Bole mujhse ki tum bade cheap ho
Kabse pichhe pade ho bahut dheeth ho
Mere dil ko jalakar
Kisi aur se byaah rachaakar
Are duniya yeh meri tabaah ki

Are ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki
Oye ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki

Facebook update karti hai
Photo change roz karti hai
Kabhi status tera single
Kabhi ready to mingle
Kabhi aaye kabhi jaaye
Mere pyaar ki waat lagaaye
Duniya yeh meri tabaah ki

Re ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki
Oye ishq ki naa ki
Haaye ishq ki naa ki))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ishq Ki Na Ki

Ishq Ki Na Ki is a song from I Dont Luv U 2013. It is sung by Mika Singh. Lyrics are credited to Amit Kasaria. Music information: Amit Kasaria. Read the lyrics above and view the I Dont Luv U 2013 album song list for more songs and album details.